P1
Blog bnana sb sy easy kaam
hai. aur jisko blog bnanana
bhi na ata. samjain usy kuch
nahin ata.blog bnany ke
boaht sy faidy hain. sb sy iham hum sharing kar skty
hain. article likh skty hain.
news update share kar skty
hain
P2
kuch logo ny jobs updates
kelye blogs sites bnaye hain
jahan woh daily jobs ke
updates daity hain, kuch
dosto ny Study ky topics pr blogs bnain han, jahan woh
study ky bary main guide
karty hain. notes update
karty hain, kuch dost
softwares, games, urdu
books, ke sharing kelye blogs bnaty hain
p3
blog kia hai? blog aik choti
se site hote hai. jis kelye na
hamin web programing
shikny ke zaroorat hoti hai,
na web Designer bnny ke zaroorat hoti hai. sirf apko
internet use karna ata hoo
aur thori se common sense
ho. ;)
P4
blog bnany keleye sb sy
pehly app
www.blogger.com pr jain.
agar apke Gmail ke id bne
hai tu wahan Gmail ke id sy login ho jain. agar gmail ke
id nahin hai tu phr yahoo ya
hotmail ke id sy apko
ragister hona pary ga. login
hony ke baad apky pass aik
page aye ga. jahan create a blog likha nazar aye ga. uspr
click karin
p5
create a blog pr click karny
pr next page pr ap sy apky
blog ka Title name pocha jai
ga. ky app apny blog ka
Title ya name kia rkhna chahty hain. 2nd box main
ap apny blog ka web
address dain gain jo ap apni
blog keley chahty hain. for
example main apny blog ka
naam e-media rkhna chahta hoon
P6
tu main apna web adress
aisa bnaon ga.
www.Naushadmalik.blogspot.
com. web address ky
neachay Check Availability pr click karky
chaeck karin ky kia yeh
adress already kisi
nay bnaia tunahin hai? agar
pehle sy kisi
ny bnaia hai tu phr apko koi aur name
choice karna pary ga.
p7
next Word Verification main
apko jo word
dia hoga same wahi word
type karin aur
countinue pr click kardain. next page pr
woh app sy pochy ga ke
app apni site ka
design kaisa rkhna chahty
hain. woh apko
kuch design select karny keley dai ga. jo
apko acha lagy woh seleck
karin aur continue
kar dain
P8
ab last page aye ga, jis pr
likha hoga Your blog has
been created!.
apka blog bn chuka hai.
start blogging pr clik karin.tu apky saamny
blogger ka control panel ajai
ga jahan sy app apny blog
ko control kar skty hain. sb
sy pehla jo page aye ga
usmain app ny posting karni hai. app jo bhi posting karin
gai woh apky blog ky
frontpage pr show hoga
P9
posting ke Title main apni
post ka main title ya
heading likhen. Editor box
main app apna article,
posting ya sharing jo ap karna chaty hain type
kardian. labels main app
posting ka topics ya
categories type karin. iss sy
visiter ko topic search
karny main asani rehti hai aur last publish kardain
P10
ap ke posting main page pr
show ho jai ge. view blog
pr click karky apny blog ky
front page par ain. yahan
apki posting show ho rahe ho ge.
P11
Ab hum bloger ke control
panel main sb sy pehly
posting ke option ky bary
main jany gain. posting
main 3 Tabs hain, new Post, Edit Post, Edit Page, new
post main hum site pr jo bhi
posting karna chahty hain
woh type karin gain,
Posting ka Editor Box 2
Type ka hai aik compuse 2nd Edit HTML, Compose
main Simple Ms Word jaise
options hain. jis main app
Text Ka Font, Text Size,
Color, kar skty hain.
P12
Image aur videos ke option
sy app picture aur videos
apni site pr apny PC sy
online share kar skty hain.
Edit HTML main agar hamin HTML language ati hai tu
hum HTML sy kafi kuch apni
sites pr share kar skty hain.
Normaly iske zaroorat nahin
parti. likin agar app advanse
work karna chahty hain tu app HTML sikh lain. HTML
main app, TV Channels,
Chatrooms,SMS Sending ke
coding add kar skty hain
P13
Yeh Coding hamin internet
sy searching karky easly mil
jai ge.
Just unhain copy karna hai
Editor Box main Edit HTML pr Click krky Editor Box
main paste kar dain hai.
next app jo bhi posting
karin gain tu jb tk app usy
publish nahin karin gain tb
tk woh psot blog pr show nahin hoge.agar app posting
ko publish nahin karna
chaty tu usy save kar dain
P14
Save karny sy app isy next
time Edit Post ke option sy
again publish kar skty hain.
save now pr Preview ke
option hai. jis sy app apni post ko publish kye baghair
uska Preview check kar
skty hain. Label ky box
main app apni posting ke
categories Type kar skty
hain jo for example agar main koi game share karon
tu label main Game likhon
ga, koi software share
karon ga tu label main
software likhon ga
P15
Agar main categories ziada
add karna chahon tu woh
bhi add kar skta hoon, for
example main ny aik
software share kia tuneup utilities jo window ke
modification aur maintains
kelye use hota hai ab main
isy 2 categories main add
karna chaon ga tu
(software, Windows Software) ke Categories
bnaon ga,is tara mere blog
ke visitors ko categories sy
software waly page pr jany
main asani hoge
P16
new post ky bad Edit Post
ki option ati ha. Edit post
main hum apni koi bhi
publish ke hoe aur save ke
hoe file ko edit kar skty hain. edit psot ke bad edit
main main hum apy blog
main new page add kar
skty hain. jaisy contact me,
about me, chat room page
etc, posting ke baad top tab main comments ki option
ati hai. comments main hum
visiters ke comments ko
delete karsky hain
P17
blog ky control panel main
comments ki option ky
baad next setting ke option
ati hai. setting main 1st tab
basic setting ka hai.sb sy pehly basic tool ata hai. basic
tool main hum 3 kaam kar
skty hain. export blog sy
hum apny blog ke sari
posting downlaod kar skty
hain. app isy blog ka backup bhi keh skty hain.aur yeh
backup wali file hum apny
dosto ko ya apny kisi dosry
blog pr import bhi kar skty
hain
P18
Export sy blog ki posting
aik he file main downlaod
ho gee aur import ke option
sy hum kisi dosry blog pr bi
upload kar skty hain. inky sath delete ke option hai
delete sy hum apny blog ko
permanent delete kar skty
hain. blog tools ky baad
Title ke option hoti hai,
yahan hum apne site ke Title ko change aur modify kar
skty hain. next Description
main hum site ke
Description likhin gian.
P19
Yeh Description Title ke
nechay aye ge.next option
"Add your blog to our
listings? " hai jis main app
agar yes karin gain tu apka blog, blogger ky blogs site
list main add ho jai ga. aur
wahan sy bhi apky blog pr
visitors ain gain. blog list
main shamil blogs ko chek
karny keleye blog ky top pr apko next blog ki option
nazar aye ge.
P20
Next "Let search engines
find your blog?" ko yes he
rehny dain iss sy apka blog
auto google main search ho
jaia kary ga. aur visiters google main searching karty
hoy apky blog ko bhi visit
karin gain. "Show Quick
Editing on your Blog?" ko
yes rehny dain, kion ky iss
sy app apny blog sy bhi apni posting ko edit kar sken
gain. "Show Email Post
links?" ko yes kar dain iss
sy apky visiters apke post
ko apny
P21
Apny dosto ko bhi email
kar skin gain. aur unky dost
bhi apky blog ko visit karin
gain. iske ilawa woh isy
facebook aur aur twitter pr bhi share kar sken
gain."Adult Content?" ko no
he rehny dain. nahin tu apki
site direct open nahin ho
gee. aur app adsense bhi iss
main add nahin kar sken gain."Select post editor"
main update editor ko he ok
rehny dain kion ky yeh best
hai.
P22
"Enable transliteration?" sb
sy ziada mazy ke cheaz hai.
iss option ko enable karny
sy app jo posting bhi roman
urdu main karin woh auto urdu main type ho jai gee
mean app apna blog urdu
main bhi bna skty hain.
transliteration ke option
main urdu ko ok kar dain
aur post editor main top right side pr transliteration
ky choty sy botton ko ok
kardain ap ka text urdu
main convert hota jai ga
P23
Basic setting ky baad app
Publishing setting main
apny blog ka name change
kar skty hain. agar app ny
Com domain kahin sy purchase kia ho tu app apny
blog pr com doamin bhi laga
skty hain. jaisy main
www.Naushadmalik.blogspot.
com ko main
www.Naushadmalik.com main change kar skta hoon. likin
is kelye mujay com domain
purchase karna pary ga.
com doamin apko kahin sy
bhi 750 Rs. sy above ka mil
skte hai
P24
next Formatting Tab main
app blog ke date, time ko
change kar skty hain. khas
kr time zone ke option main
GMT +5 Karachi ko select karna na bholin. iss sy apki
sari posting ky time ko,
Pakistan ky standard time
ky mutabiq show kary ga.
next comments ky tab sy
app site pr mojod comments ki option ko hide, show kar
skty hain.inn ke sb options
ko by default he rehny dain.
P25
Next Archiving ki option sy
app apni posting ko monthly, weekly aur daily
wise show kar skty hain.
Archiving ky baad Site Feed
ke option hai. site main app
apni site ki posting via email
aur as a RSS news send kar skty hai, app jo bhi posting
karin gain woh apky "email
subscriber" ko email ho jaya
jay gee. likin isky lye app
ko FeedBurner.com pr gmail
id sy login krna ho ga.aur wahan feed ke setting
karna hoga
P26
Next Tab Email & Mobile ka
hai. agar app chahty hain ky
log apky blog ko mobile sy
bhi visit karin tu "Yes. Show
mobile template on mobile devices." ko ok kardian.
Preview ky botton sy app
check bhi kar skty hain ky
apki site mobile main kaise
show ho ge. "Email
Notifications" bhi feed ke jaisy kaam karti hai. yahan
app apny un dosto ke email
id likh dain. jihain app apni
posting via email send karna
chaty hain
P27
"Posting Options" sy app
email ky through bhi
posting kar skty hain.Next
"Mobile Devices" sy via SMS,
MMS bhi posting kar skty hain. likin yeh facility sirf
USA kelye hai. last 2nd Tab
"OpenID" ke hai Openid aik
account hai jo kisi bhi blog
pr comments dainy kelye
use hota hai. likin hum isky bjay gmail sy bhi kaam
chala skty hain.
P28
Sb sy Last Tab Permissions
ka hai.agar hum blog akely
nahin chala skty tu apny
dosto ko bhi Permissions dai
skty hain ky woh apky sath mil kr apky blog ko
run karin. isklye hum Add
Authors pr click karky
apny dost ki email id add
karin gain jis ko hum blog
pr posting ke Permission daina chaty hain. apky dost
ko aik mail aye ge woh usy
ok kar dai ga. aur phr woh
bhi apky blog pr posting
kar sky ga.
Click to download
Blog bnana sb sy easy kaam
hai. aur jisko blog bnanana
bhi na ata. samjain usy kuch
nahin ata.blog bnany ke
boaht sy faidy hain. sb sy iham hum sharing kar skty
hain. article likh skty hain.
news update share kar skty
hain
P2
kuch logo ny jobs updates
kelye blogs sites bnaye hain
jahan woh daily jobs ke
updates daity hain, kuch
dosto ny Study ky topics pr blogs bnain han, jahan woh
study ky bary main guide
karty hain. notes update
karty hain, kuch dost
softwares, games, urdu
books, ke sharing kelye blogs bnaty hain
p3
blog kia hai? blog aik choti
se site hote hai. jis kelye na
hamin web programing
shikny ke zaroorat hoti hai,
na web Designer bnny ke zaroorat hoti hai. sirf apko
internet use karna ata hoo
aur thori se common sense
ho. ;)
P4
blog bnany keleye sb sy
pehly app
www.blogger.com pr jain.
agar apke Gmail ke id bne
hai tu wahan Gmail ke id sy login ho jain. agar gmail ke
id nahin hai tu phr yahoo ya
hotmail ke id sy apko
ragister hona pary ga. login
hony ke baad apky pass aik
page aye ga. jahan create a blog likha nazar aye ga. uspr
click karin
p5
create a blog pr click karny
pr next page pr ap sy apky
blog ka Title name pocha jai
ga. ky app apny blog ka
Title ya name kia rkhna chahty hain. 2nd box main
ap apny blog ka web
address dain gain jo ap apni
blog keley chahty hain. for
example main apny blog ka
naam e-media rkhna chahta hoon
P6
tu main apna web adress
aisa bnaon ga.
www.Naushadmalik.blogspot.
com. web address ky
neachay Check Availability pr click karky
chaeck karin ky kia yeh
adress already kisi
nay bnaia tunahin hai? agar
pehle sy kisi
ny bnaia hai tu phr apko koi aur name
choice karna pary ga.
p7
next Word Verification main
apko jo word
dia hoga same wahi word
type karin aur
countinue pr click kardain. next page pr
woh app sy pochy ga ke
app apni site ka
design kaisa rkhna chahty
hain. woh apko
kuch design select karny keley dai ga. jo
apko acha lagy woh seleck
karin aur continue
kar dain
P8
ab last page aye ga, jis pr
likha hoga Your blog has
been created!.
apka blog bn chuka hai.
start blogging pr clik karin.tu apky saamny
blogger ka control panel ajai
ga jahan sy app apny blog
ko control kar skty hain. sb
sy pehla jo page aye ga
usmain app ny posting karni hai. app jo bhi posting karin
gai woh apky blog ky
frontpage pr show hoga
P9
posting ke Title main apni
post ka main title ya
heading likhen. Editor box
main app apna article,
posting ya sharing jo ap karna chaty hain type
kardian. labels main app
posting ka topics ya
categories type karin. iss sy
visiter ko topic search
karny main asani rehti hai aur last publish kardain
P10
ap ke posting main page pr
show ho jai ge. view blog
pr click karky apny blog ky
front page par ain. yahan
apki posting show ho rahe ho ge.
P11
Ab hum bloger ke control
panel main sb sy pehly
posting ke option ky bary
main jany gain. posting
main 3 Tabs hain, new Post, Edit Post, Edit Page, new
post main hum site pr jo bhi
posting karna chahty hain
woh type karin gain,
Posting ka Editor Box 2
Type ka hai aik compuse 2nd Edit HTML, Compose
main Simple Ms Word jaise
options hain. jis main app
Text Ka Font, Text Size,
Color, kar skty hain.
P12
Image aur videos ke option
sy app picture aur videos
apni site pr apny PC sy
online share kar skty hain.
Edit HTML main agar hamin HTML language ati hai tu
hum HTML sy kafi kuch apni
sites pr share kar skty hain.
Normaly iske zaroorat nahin
parti. likin agar app advanse
work karna chahty hain tu app HTML sikh lain. HTML
main app, TV Channels,
Chatrooms,SMS Sending ke
coding add kar skty hain
P13
Yeh Coding hamin internet
sy searching karky easly mil
jai ge.
Just unhain copy karna hai
Editor Box main Edit HTML pr Click krky Editor Box
main paste kar dain hai.
next app jo bhi posting
karin gain tu jb tk app usy
publish nahin karin gain tb
tk woh psot blog pr show nahin hoge.agar app posting
ko publish nahin karna
chaty tu usy save kar dain
P14
Save karny sy app isy next
time Edit Post ke option sy
again publish kar skty hain.
save now pr Preview ke
option hai. jis sy app apni post ko publish kye baghair
uska Preview check kar
skty hain. Label ky box
main app apni posting ke
categories Type kar skty
hain jo for example agar main koi game share karon
tu label main Game likhon
ga, koi software share
karon ga tu label main
software likhon ga
P15
Agar main categories ziada
add karna chahon tu woh
bhi add kar skta hoon, for
example main ny aik
software share kia tuneup utilities jo window ke
modification aur maintains
kelye use hota hai ab main
isy 2 categories main add
karna chaon ga tu
(software, Windows Software) ke Categories
bnaon ga,is tara mere blog
ke visitors ko categories sy
software waly page pr jany
main asani hoge
P16
new post ky bad Edit Post
ki option ati ha. Edit post
main hum apni koi bhi
publish ke hoe aur save ke
hoe file ko edit kar skty hain. edit psot ke bad edit
main main hum apy blog
main new page add kar
skty hain. jaisy contact me,
about me, chat room page
etc, posting ke baad top tab main comments ki option
ati hai. comments main hum
visiters ke comments ko
delete karsky hain
P17
blog ky control panel main
comments ki option ky
baad next setting ke option
ati hai. setting main 1st tab
basic setting ka hai.sb sy pehly basic tool ata hai. basic
tool main hum 3 kaam kar
skty hain. export blog sy
hum apny blog ke sari
posting downlaod kar skty
hain. app isy blog ka backup bhi keh skty hain.aur yeh
backup wali file hum apny
dosto ko ya apny kisi dosry
blog pr import bhi kar skty
hain
P18
Export sy blog ki posting
aik he file main downlaod
ho gee aur import ke option
sy hum kisi dosry blog pr bi
upload kar skty hain. inky sath delete ke option hai
delete sy hum apny blog ko
permanent delete kar skty
hain. blog tools ky baad
Title ke option hoti hai,
yahan hum apne site ke Title ko change aur modify kar
skty hain. next Description
main hum site ke
Description likhin gian.
P19
Yeh Description Title ke
nechay aye ge.next option
"Add your blog to our
listings? " hai jis main app
agar yes karin gain tu apka blog, blogger ky blogs site
list main add ho jai ga. aur
wahan sy bhi apky blog pr
visitors ain gain. blog list
main shamil blogs ko chek
karny keleye blog ky top pr apko next blog ki option
nazar aye ge.
P20
Next "Let search engines
find your blog?" ko yes he
rehny dain iss sy apka blog
auto google main search ho
jaia kary ga. aur visiters google main searching karty
hoy apky blog ko bhi visit
karin gain. "Show Quick
Editing on your Blog?" ko
yes rehny dain, kion ky iss
sy app apny blog sy bhi apni posting ko edit kar sken
gain. "Show Email Post
links?" ko yes kar dain iss
sy apky visiters apke post
ko apny
P21
Apny dosto ko bhi email
kar skin gain. aur unky dost
bhi apky blog ko visit karin
gain. iske ilawa woh isy
facebook aur aur twitter pr bhi share kar sken
gain."Adult Content?" ko no
he rehny dain. nahin tu apki
site direct open nahin ho
gee. aur app adsense bhi iss
main add nahin kar sken gain."Select post editor"
main update editor ko he ok
rehny dain kion ky yeh best
hai.
P22
"Enable transliteration?" sb
sy ziada mazy ke cheaz hai.
iss option ko enable karny
sy app jo posting bhi roman
urdu main karin woh auto urdu main type ho jai gee
mean app apna blog urdu
main bhi bna skty hain.
transliteration ke option
main urdu ko ok kar dain
aur post editor main top right side pr transliteration
ky choty sy botton ko ok
kardain ap ka text urdu
main convert hota jai ga
P23
Basic setting ky baad app
Publishing setting main
apny blog ka name change
kar skty hain. agar app ny
Com domain kahin sy purchase kia ho tu app apny
blog pr com doamin bhi laga
skty hain. jaisy main
www.Naushadmalik.blogspot.
com ko main
www.Naushadmalik.com main change kar skta hoon. likin
is kelye mujay com domain
purchase karna pary ga.
com doamin apko kahin sy
bhi 750 Rs. sy above ka mil
skte hai
P24
next Formatting Tab main
app blog ke date, time ko
change kar skty hain. khas
kr time zone ke option main
GMT +5 Karachi ko select karna na bholin. iss sy apki
sari posting ky time ko,
Pakistan ky standard time
ky mutabiq show kary ga.
next comments ky tab sy
app site pr mojod comments ki option ko hide, show kar
skty hain.inn ke sb options
ko by default he rehny dain.
P25
Next Archiving ki option sy
app apni posting ko monthly, weekly aur daily
wise show kar skty hain.
Archiving ky baad Site Feed
ke option hai. site main app
apni site ki posting via email
aur as a RSS news send kar skty hai, app jo bhi posting
karin gain woh apky "email
subscriber" ko email ho jaya
jay gee. likin isky lye app
ko FeedBurner.com pr gmail
id sy login krna ho ga.aur wahan feed ke setting
karna hoga
P26
Next Tab Email & Mobile ka
hai. agar app chahty hain ky
log apky blog ko mobile sy
bhi visit karin tu "Yes. Show
mobile template on mobile devices." ko ok kardian.
Preview ky botton sy app
check bhi kar skty hain ky
apki site mobile main kaise
show ho ge. "Email
Notifications" bhi feed ke jaisy kaam karti hai. yahan
app apny un dosto ke email
id likh dain. jihain app apni
posting via email send karna
chaty hain
P27
"Posting Options" sy app
email ky through bhi
posting kar skty hain.Next
"Mobile Devices" sy via SMS,
MMS bhi posting kar skty hain. likin yeh facility sirf
USA kelye hai. last 2nd Tab
"OpenID" ke hai Openid aik
account hai jo kisi bhi blog
pr comments dainy kelye
use hota hai. likin hum isky bjay gmail sy bhi kaam
chala skty hain.
P28
Sb sy Last Tab Permissions
ka hai.agar hum blog akely
nahin chala skty tu apny
dosto ko bhi Permissions dai
skty hain ky woh apky sath mil kr apky blog ko
run karin. isklye hum Add
Authors pr click karky
apny dost ki email id add
karin gain jis ko hum blog
pr posting ke Permission daina chaty hain. apky dost
ko aik mail aye ge woh usy
ok kar dai ga. aur phr woh
bhi apky blog pr posting
kar sky ga.
Click to download
No comments:
Post a Comment